Blog (website) keliye contact us page kese bnaen

Contact us page kese bnaen blog (website) keliye.contact us page ek ESA zariya hai jis ki madad se koi bhi visitor direct website me admin she contact kar sakta hai.ap ne kei blog websites par contact us page dekha hoga ye kisi bhi blog website keliye both zroori hota hai or sab se aham bat ye hai ke AdSense approve karwane keliye bhi contact us page ka blog main hona boht zroori hai.to friends ye to ap jante hi honge ke contact us page kiya hota hai agar nahi jante to main bata deta hon.contact us page ek form hota hai jisse visitor ne fill kar ke submit Karna hota hai.or visitor ka wo massage direct website ke admin ki apni personal email id main jata hai.OK friends to ab ap blog main contact us form ki ahmiyat Jan hi gaye hon ge.ab ham contact us form bnana start karte hain.

Contact us page kese bnaen blog (website) keliye

step#1:

sabse pehle ap foxyform.com ki site KO open karen.

step#2:

ab ap apne contact us page main kiya kiya rakhna chahte hain jaise ke Title,Name,Email,Subject waghera or show further options par click kar ke ap or options bhi select kar sakte hain.

step#3:

an advanced setting main ap KO font color,background color,Text style or font size select Karna hai.

step#4:

Target email wale box main ap ne wo email likhna hai jis email pe ap blog visitors ke massage hasil Karna change hain.

step#5:

ab ap ne apne apni verification deni hai.i am not a robot ke button par click kar ke same catagories ki images par click Karna hai.agar ap images me zariye verification na kar payen to images ke niche verification ke or bhi options diye hote hain un main se Jo ap KO acha lage select kar Len.

step#6:

us ke bad akhir me ap ne create formular ke button par click kar dena hai.

step#7:

ab apke samne ek naya page khulega us page main ap KO right side main ek HTML code nazar aye ga ap ne us code KO copy kar ke apni blog website main new gadget add kar ke code KO us main paste Karna hai or us KO publish kar dena hai.publish karte hi apka contact us page ready ho jayega.

Contact us page:-



To friends btaye ap KO meri ye post kesi lagi or hamare Facebook page KO like kijiye or is post KO apne dosto me sath share kijiye or hamen Google par follow kijiye.agar koi bhi problem ho to ap hamen comment kar ke poch sakte gain.mazeed jankari keliye hamari dosri posts padhiye.Thankyou.



Blog (website) keliye contact us page kese bnaen Blog (website) keliye contact us page kese bnaen Reviewed by Unknown on 20:19:00 Rating: 5
Powered by Blogger.